Thursday, September 23, 2010

Way Back Wednesday!

Late again.... I know! blame it on stress!

This song brings back soooo many memories for me! Jagjit Singh and Asha Bhosle both did such an amazing job of capturing real feelings. I remember sitting in my room late at night, doing homework. As soon as this song came on, I dropped everything I was doing, just to sit back and day dream. hehe.. so "Bollywood" of me! :-)

Album: Hote hote pyar hogaya
Song: Jab Samne Tum Aa Jate Ho



LYRICS:

Dekh ke tumko, hosh mein aana.. bhool gaye.. yaad rahe tum... aur zamanaa.. bhool gaye!

Jab samne tum,
Jab samne tum, aa jate ho
kya janiye kya, ho jata hai
kuch mil jata hai,
kuch kho jata hai
kya janiye kya ho jate haii

Chaha tha yeh kahenge,
Socha tha woh kahenge
Aaye woh samne toh,
kuch bhi na kahe sakhe hum
bas dekha unhe hum

Dekh kar tumko, yakeen hota hai
Koi itna bhi haseen hota hai
Dekh pata hai kaha hum unko
Dil kahi hosh kahi hota hai

Jab samne tum, aa jate ho

kya janiye kya, ho jata hai

Aa kar chale na jana,
aise nahi sataana
De kar haseen labon ko
Aankhon ko mat rulana
Dena na beqarai dil ka karaar ban ke
Yaadon mein kho na jana,
tum intezaar ban ke, intezaar ban ke

Bhool kar tumko na jee payenge
Saath tum hogi jaha jayenge
Hum koi waqt nahi hai hum dum
Jab bhulaoge, chale ayenge

Ha ha ha Jab samne tum, aa jate ho
kya janiye kya, ho jata hai

kuch mil jata hai,
kuch kho jata hai
kya janiye kya ho jate haii






Hope you guys like it!

If you want me to feature a song that you love, let me know! And I'll try to squeeze it into my list! :-)

No comments:

Post a Comment